anni bhai ki biryani


İçinde "hai" olan yorumlar
1
1.3
saify
1
2 yıl önce
jp nagar
bhot cheap biryanhaisir...dahi me smell arhi thi pata nhi kabka rakha dahi dediya...i am very upset
0
nesar
2
2 yıl önce
jp nagar
anni bhai.. namak thoda kam kardo. basmati se biryani banti hai. ye bhopal bryan hai.. isliye aap menu me biryan likhen sela chawal ki. chatni ki jagah acha raita dijiye. chatni ne aur taste barbaad kar diya tha. zarda pani numa lag raha hai.. chashni ko correct kariye aur thoda elaichi, kewda zafran aur dry fruit ka istemaal karen. pyaaz ki biryaan ( fried onion) golden brown honi chahiye.. jali hui namkeen ki tarah nahi. use crisp hona chahiye par andar se naram.
mustard oil smoke karke banayen.. dalda ya refined se nahi.. nhi to thoda ghee aur thoda mustard oil use karen. refined khatarnakhaiaur ab to mustard aur iska price as pas ho gaya hai. smoke karke tel me mustard ki kadwahat nahi rahegi.
agar kuch banayen to sahi aur durust banayen.. warna nahin banayen.. isme paisa nahi lagega bus thoda pyaar lagega!
thank you and best regards
0
shafiq
1
4 yıl önce
jp nagar
briyani was good but price its too high isse acha to waha par jakar khao wo behtarhaionline mangwao to bohot kam detehaior taste me bhi fark hota h ghosh bhi saf nhi hota har kuch dete h boti ek din ki purani briyani bhi chala dete h ye log khao to smeil si aatihaiislye mene anni bhai ki bhriani khana chor di 🤮🤮🤮🤮🤮
0
hashmi
1
4 yıl önce
jp nagar
very bad taste very unhygienic u have to make it hygienic . badbu arahihaikhane me se gosht mai se . ganda meet h dhoya bhi nhihaipurane oil me fry kara h behad bakwaas
0
oturum aç
hesap oluştur