me chaibasa se jugsalai aayen h aur new kolkatta biriyani khayen mera mood kharab ho gaya na toh aalo gala tha aur chikan bhi 2ya 3 dino ka kharab tha mera sehat kharab ho gaya h mei zomato company se apil h ki esi shop ko cencel kar de warna logo ko zomato company se barosa uth jaye ga